A GAYE AA GAYE MUSTAFA AA GAYE NAAT LYRICS
Aa Gaye Aa Gaye Mustafa ﷺ Aa Gaye Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye Bazm-E-Konain Main Har Taraf Shoor Hay Mustafa Aa Gaye Mujtaba Aa Gaye Arsh Walay Mubarak Dainy Lagay Farsh Walo Habib-E-Khuda Aa Gaye Koon Daita Hay Dainy Ko Moonh Chahaye Dainay Wala Hay Sacha Hamara Nabi ﷺ Kia Khabar Kitnay Taray Khilay Chup Gaye Par Naan Dobay Naan Doba Hamara Nabi ﷺ Har Taraf Hay Niazi Saman Eid Ka Mustafa Aa Gaye Mujhtaba Aa Gaye Har Taraf Teergi Thi Na Thi Roshni Aap Aaye To Sub Ko Mili Roshni. Khilkate Awaleen Khatamal Mursaleen Aap Pehli Kiran Aakhri Roshni. Mustafa Ki Men Tauseef Karta Raha Umar Bhar Mere Ghar Men Rahi Roshni. To Do Jahan Ka Ujala Hamara Nabi ﷺ Hai Bari Shaan Wala Hamra Nabi ﷺ. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa ﷺ Aa Gaye Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye..