Masail

7 Phero Se Kam Tawaf Karna Kaisa Hai Agarche Tawaf Nafl Ho?

Tawaf Agarche afl ho usme yah baatein haraam hai. 01) Be-Wazu Tawaf karna 02) Koyi Ujw (Ang ) jo satr me daakhil hai uska Chuthai 1/4 hissa khuka hona maslan Raan Ya Aurat ka kaan Ya Kalai wagairah. 03) Bagair majburi ke sawari ya kisi ki goad me ya kandoh par tawaaf karna 04) Bila ujr baith kar sarkna ya ghutno ke bal chalna 05) Ka’aba ko daahine haath par lekar ulta tawaf karna 06) Tawaf me hatim ke andar ho kar gujrna 07) Saath phero se kam karna Bahare sharee’at Hissa 06 Safa 643,64 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button