Masail
Kya ek bewa aurat ko Nikahi Ammi bana sakte hai? Matlab Nikah ke time par Dulha Dulhan ke Nikahi Ammi or Abbu banaye jaate hai.
ANSWER Is ki zarurat kya hai? Aur jo asl maa baap hain shar’an wa haqeeqatan wahi ammi abbu rahenge. Kisi aur ko apna baap ya maa bataana Na jaayez o haraam hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—