Masail
Tawaf Ke Dauraan Headphone Laga Kar Naat E Paak Durood O Salaam Soon Sakte Hai?
ANSWER Soon Sakte Hain Harj To Nahi Hai. Lekin Zuban Se Bhi Zikr Wa Azkaar Karta Rahe. Magar Behtar Hai Ke Tawaf Par Poora Dhyan Rakhe. Warna Guman Hai Ke Tawaf Ke Pheron Me Shak Wa Shubah Na Paida Ho Jaye Ya Koi Aisa Kam Na Ho Jaye Ke Jo Tawaf Me Mana Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—