Masail

Mazerat Chahta Hu Hazrat Par Isme Mushrik Ladki Se Shadi Karne Se Murad Ye Hai Ki Wo Ladki Ko Musalman Kare Aur Usse Nikah Kare To Kya Hukm Hoga Aisa Karne Me?

ANSWER Larki Jab Dil Se Islam Qubool Karle To Use Kuch Maheene Yuhi Chhor Diya Jaaye Aur Dekha Jaaye Ke Wo Deen Par Qaayem Hai Ya Nahi. Jab Yaqeen Ho Jaaye Ke Usne Dil Se Islam Qubool Kar Liya Hai Aur Wo Murtad Na Hogi To Usse Nikaah Me Koi Harj Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button