Aqaid
Agar Koi Kahe Ke Ummati Ambiya Alaihissalam Ke Nekiyo Se Aage Baed Sakta Hai?
Aur Doosra Shakhs Yeh Kahe Ke Bazahir Ummati Nabi ﷺ Ke Aamaal Se Baed Sakta Hai. Jaise Huzur Alaihissalam Ne Ek Hajj Kiya Aur Ummati Ne 10. To Kya Ye Kaha Jaa Sakta Hai, Ke Ummati Bazahir Aamaal Mein Baed Sakta Hai? Is Tarah In Dono Par Kya Hukm Hai? Jawab: Is Tarah Nabi ﷺ Par Gair E Nabi ﷺ Ko Fazeelat Saabit Karna Chahta Hai, To Kufr Hai. Warna Gumrahi Zarur Hai Ke Koi Sahabi رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Bhi Kisi Nabi ﷺ Se Amal, Ya Nekiyo Me Nahi Barh Sakta. To Dosre Ummati Kaise Barh Sakte Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—