Masail
Ladke Ko Ladki Pasand Nahi Aayi Lekin Ladke Ke Walid Ko Pasand Hai.
Walid Ka Kehna Hai Ke Tu Aisi Ladki Se Nikah Kar. Aur Ladka Mana Kar Raha Hai To Walid Roo (Cry) Padhe. Ab Ladka Kya Kare, Kya Walid Ki Farmabardari Karni Hogi? ANSWER Farmaa Bardaari Kare To Behtar. Aur Agar Nahi Karna Chaahta To Maan Baap Ko Is Baat Par Raazi Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—