Aqaid
MIlad Un NABI Sallalaho Alaihi Wasallam Me Loud Speaker Bajana Jayez Hai?
Usme Naat, Ya Qawwali Padha Jaye. Usme Log Nachte Bhi Hai. Kya Ye Jayez Hai? Jawab: Eid E Milad Ka Juloos Bilkul Saadgi Mein Nikala Jaaye Durood O Salaam Ka Wird Jaari Rahe Aur Log Ba?adab Rahein Aur Ba?wazu Ho. To Bahut Achhi Baat Hai Aur Aise Paak Juloos Mein Naachna Gaana Dance Karna. Gaana Bajaana Wagairah NaJaayez O Haraam Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—