Masail
Kya Talaq Dene Ke Liye Gawahi Ki Zarurat Nahi Hai Kya?
ANSWER Talaq Dene Ke Liye Gawahi Ki Zaroorat Nahi. Tanhaai Mein Talaq Dega Jab Bhi Talaq Ho Jaayegi. Haan Agar Shauhar Talaq Dene Ke Ba?d Talaq Se Inkaar Kare To Ab Gawahaan E Shar?ee Ki Zaroorat Padegi. Lihaza Kabhi Talaq Dena Hi Pade To 2 Gawahaan E Shar?ee Ki Maujoodgi Mein De Taakeh Inkaar Ki Soorat Mein Gawahaan Ki Gawahi Kam Aaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—