Masail

Walima Nikah Ke Baad Kitne Din Tak Kar Sakte Hai

Aur Kya Walima Ke Liye Shab e Zafaf Zaroori Hai ? Jawab: Shab E Zafaf Ke Ba?ad 2 Din Tak Walima Kar Sakte Hai. Aur Shab E Zafaf Mein Hambistari Zaroori Nahi. Yani Agar Kisi Wajah Se Hambistari Nahi Hui Aur Uske Ba?d Wale Din Walima Kiya To Sunnat Ada Ho Gayi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button