Masail
Kisi Bachhe Ya Billi Ne Palang Per Peshab Kardi Or Vo Ham Na Dhoye Or Wo Sukh Jaye To Uspar Hum Baith Sakte Hai.
Aisa Soona Hai Ke Hawa Se Paak Hojata Hai To Kya Ye Paak Hai. ANSWER Sookhne Se Paak Nahi Hua. Albattah Sookhe Huye Hone Ki Soorat Mein Uske Oopar Chaadar Wagairah Bichha Kar Baithne Mein Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—