Masail

Ek Aurat Hamela Hai 2 Ya 3 Mahine Huwe Hai.

Aur Dr. Ka Kahna Hai Bachcha Pait Me Sukh Gaya Hai Aur Dharkan Band Hogayi Hai Use Miscourage Karana Hoga. To Us Par Shari?at Ka Kya Hukm Hai? ANSWER Agar Waq?ee Yahi Soorat Hai Aur Bachcha 4 Mahine Ka Nahi Hai To Saaqit Kar Sakte Hai. Magar Bila Uzr E Shar?ee Makrooh Zaroor Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button