Masail
Naye Business Ya Dhanda Shuru Karne Par Ya Nayi Dukan Lene Par Agar Quran Khwani Ki Jaaye To Kaisa Hai.
Huzoor Ki Koi Hadees Iske Baare Me Hai Kya. Meherbani Karke Iska Jawab Batayein? Jawab: Quran Khwani Karna Achhi Baat Hai. Aur Quran Shareef Ki Tilawat Se Barakat Hona, Balaawo Ka Door Hona Sabit Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—