Masail
Bachchi Jab Napaki Ke Halat Me Hai. To Ghar Ke Bade Log Ka Kehna Hai Ke Pehle Din Se Leke Sath Ve Din Tak Pani Se Nahi Nahana Hai.
To Kya Ye Sahi Hai Shariyat Se Iska Kuch Asal Hai. ANSWER In Dino Mein Nahane Mein Kuchh Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—