Aqaid

Train Me Safar Ke Doran Zaid Ki Jo Sit Thi Uspe Ek Chasma Pada Hua Tha.

To Us Chasme Ka Kya Kare. Kya Oose Apne Use Me Le Sakta Hai. Jab Ke Us Chasme Ka Malik Koi Musafir Hoga. ANSWER Agar Uska Maalik Kisi Tarah Na Mile To Faqeer Ko De De. Khud Istemaal Na Kare Aur Agar Khud Faqeer Hai To Woh Khud Bhi Istemal Kar Sakta Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button