Masail
Walima Nikah Ke Baad Kab Karna Sunnat E Paak Hai.
Sunnat E Paak Pana Maqsad Hai. Agar Kisine Nikah Aur Walima Ek Sath Ek Hi Din Me 1-2 Ghante Ke Faasle Me Kar Liya. Toh Kya Walima Hua. Jawab: Shab E Zufaf Ke Ba?ad 2 Din Tak Walima Kar Sakte Hai. Nikah Ke 1/2 Ghante Ba?ad Walima Karne Se, Walima Ki Sunnat Ada Nahi Hogi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—