Masail

Ladka Aur Ladki Dono Sunni Hai. Inka Nikah Kisi Wahabi Ne Wahabiyo Ki Masjid Me Karwaya. Kya Hum Inki Dawat Me Jaa Sakte Hai.

ANSWER Agar Do Sunni Musalman Us Majlis E Nikah Me Gawah Hai To Ye Nikah Ho Gaya. Magar Wahabi Se Nikah Padhwane Me Unki Ta?zeem Hai Aur Wahabi Ki Ta?zeem Haraam. Aur Agar Aisa Wahabi Ho Jiski Bad-Mazhabi Hadd E Kufr Tak Pahunchi Ho To Use Musalmaan Samajhna Kufr Hai. Lihaza Agar Aise Wahabi Ko Musalman Samajh Kar Usse Nikah Padhwaya To Ye Kufr Hai. Jo Log Use Musalman Samjhe Woh Log Taubah Tajdeed E Imaan Kare Aur Biwi Wale Ho To Tajdeed E Nikah Bhi. Jis Dawat Me Gair Sunni Bhi Shareek Ho Us Dawat Me Na Jaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button