Masail
Zaid Ne Kisise Qarza Liya Deneki Taaqat Hai Fir Bhi Nahi Deta. To Zaid Ke Uper Kitna Gunah Hoga.
ANSWER Qudrat Ke Bawajood Qarz Ada Na Karna Sakht Nuqsan Ki Baat Hai. Aur Agar Isi Halat Me Mar Gaya To Aakhirat Me Sakht Pushish Hogi. Ke Is Soorat Me Woh Huqooq E Ibaad Me Giriftar Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—