Masail

Hajj Ke Dino Me Shohar Ko Jima Ke Liye Mana Karne Par Kya Aurat Gunahgaar Hogi.

Or Agar Aulad Ke Liye Hajj Ke Dino Me Sohbat Karne Par Kya Dono Gunahgaar Hoge? ANSWER Agar Ihraam Ki Halat Me Hai Aurat To Zaroor Mana Karegi. Aur Agar Ihraam Me Na Ho Aur Na Hi Koi Shar?ee Uzr Ho To Mana Karna Jayez Nahi Aur Is Soorat Me Gunahgaar Bhi Hogi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button