Masail
Kai Baar Aisa Hota Hai Hamal Wali Aurat Ko Hamrej Ho Jata Hai. Jisme Khoon Raham Me Jama Ho Jata Hai.
Or Aise Me Dekhte Hai Ki 8 Din Tak Dekhenge Uske Baad Pata Chalega Ke Hamal Rahega Ya Girana Hai. Us Surat Me Woh Istihaja Hai? Ya Haiz? ANSWER Jab Tak Hamal Hai. Tab Tak Istehaaza. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—