Masail
Ji Mere Chacha Ka Ladka Hai Wo Mujhse Mohabaat Karte Hai Or Shadi Karna Chahte Hai.
Lekin Unho Ne Meri Walida Ka Doodh Piya. To Kya Unki Or Meri Shadi Ho Sakti Hai. ANSWER Agar Aap Ke Chacha Ke Ladke Ne Dhaai Saal Se Kam Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Me Aapki Walidah Ka Dodh Piya Hai. To Woh Aap Ka Razaai Bhai Hai Aur Razaai Bhai Se Nikah Haram Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—