Aqaid
Kya Kisiko Harami, Haramkhor, Kahena Kaisa? Chahe Wo Sunni Ho Ya Or Koi Badmazhab
ANSWER Kisi Musalman Ko Hargiz Na Kaha Jaaye. Badmazhab Se Bhi Aam Guftgu Me Usko Harami Ya Haramkhor Kehne Se Bachna Chahiye. Ke Wo Gusse Me Apko Gaali Dega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—