Masail
Aaj Kal Ye Fashion Chala Hai Ke Ladke Hath Me Kada Pehente Hai.
Jo Pata Nahi Kaunse Dhaat Ka Bana Hota Hai. Is Per Kya Hukam Hoga. ANSWER Mardo Ke Liye Kada Pahenna Har Giz Jaayez Nahi. Elaaniya Is Tarah Pahenne Wala Gunahgar Fasiq Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—