Masail
Aaj Kal Jo Kurte (Long Size Jubbe) Aate Hai Mardo Ke Liye Usme Zyadatar Chain Aa Gayi Hai Buttons Nikal Chuke Hai.
Toh Unko Pahen Na Kaisa Hai? ANSWER Plastic Chain Hai To Harj Nahi Warna Bacha Jaye. Waise Agar Chain Chupe Hue Hon To Behtar Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—