Aqaid
Kya Imam E Malik , Ya Imam E Ahmed Bin Hambal,Ya Imam E Shafai (Raziallahutaalan) Ke Nazdeek.
Kya Aurat Ka Masjid Jake Namaz Padhna Jayez Hai? ANSWER Is Zamana Me Kisi Imam K Nazdeek Aurato Ko Masjid Jane Ki Ijazat Nahi Hai. Wo Apne Ghar Ke Us Hisse Me Jahan Zyada Parda Ho Namaz Ada Karein To Zyada Sawab Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—