Masail

AGAR BACHCHE ME JAAN NA AAYI HO, AUR JARURAT HO YA MAJBOORI HO TO AISE ME AURAT KA HAMAL SAQIT KARANA KAISA?

ANSWER CHAAR (4) MAHEENE ME JAAN PAD JATI HAI, AUR JAAN PAD JANE KE BAAD HAMAL SAAQIT KARNA HARAAM HAI. AUR AISA KARNE WAALA GOYA, KE QAATIL HAI, AUR JAAN PADNE SE PAHLE AGAR JARURAT HO TO KOI HARZ NAHI. FATAWA RAZVIYA SHAREEF

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button