Masail
Agar Shohar Sharabi Ho, Gali Deta Ho Aur Marta Ho.
To Aise Me Humme Shariat Ke Mutabik Kya Karna Chahiye. ANSWER Sabr Karein Aur Usko Raah E Raast Par Laane Ki Koshish Karein Aur Agar Na Bhi Sake To Kisi Sunni Saheehul Aqeedah Mutabar O Mustanad Mufti Sahab Se Is Mu?aamlah Ke Liye Raabita Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—