Masail

Haiz aur nifas kise kehte hai?

Baliga aurat ke aage ke maqaam se jo khoon aadhi taur par ikalta hai aur bimari, ya bachcha paida hone ke sabab se aho to use haiz kehte hai. Uski muddat kam se kam teen din aur zyada se zyada das (10) din hai. Isse kam, ya zyada ho to bimari yani istihaza hai, aur bachcha paida hone ke baad jo khoon aata hai use ifas kahte hai. Nifas me kami ki jaanib koi muddat mukarrar ahi aur zyada se zyada uska maana chaalees (40) din hai. Chaalees (40) din ke baad jo khoon aaye vah istihaza hai. Anware Shariat Hindi Page 40

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button