Masail
Imam Qazi Se Istfada Hua Ke Aurto Ka Maqabir Ko Jana Jayaz Hai Ya Nahi?
ANSWER Esi Jagah Jawaz Wa Adam عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Jawaz Nahi Puchte Yeh Puchho Ke Isme Aurat Par Kitni Laanat Padti Hai. 1 Jab Ghar Se Qabur Ki Taraf Chalne Ka Irada Karti Hai Allah Aur Farishto Ki Laanat Me Hoti Hai. 2 Jab Ghar Se Bahar Nikalti Hai Sab Tarafo Se Shaitan Use Gair Leta Hai. 3 Jab Qabr Par Pohchti Hai Mayyat Ki Ruh Us Par Laanat Karti Hai 4 Jab Wapas Ati Hai Allah Ki Laanat Me Hoti Hai. Fatwa E Razwiyah Jild 4 Safa 183 Matbuah Mubarakpur
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—