Aqaid
Huzur! Buzurgan E Deen Ke Urs Me Jo Afa?al Najayez Hote Hai.
Unse Un Hazrat Ko Taklif Hoti Hai? Jawab: Bilshuba (Un Hazrat Ko Taklif Hoti Hai) Aur Yahi Wajh Hai Ke Un Hazrat Ne Bhi Tawaja Kam Farma Di. Warna Pehle Jis Qadr Fayuz Hote They Wo Ab Kaha ? Malfuzaat E Ala Hazrat Hisa 3
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—