Masail
Kuch log Building ke niche yani ground floor par Enterance me Statue banate hai.
Dargah Sharif ka tharmacol se jaise Garib Nawaz, Haji Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ ect Aur ye bana ke building ka aam mansoob karte hai. Jaisa ye Gareeb Nawaz bldg, Ye Gaus e Paak Bldg. Huzur kya aisa karne ki ijazat hai? Aur kuch to yu karte hai ke kaach me us structure ko rakhte hai. Aur Haar chadate hai aur Agarbatti lagate hai. Ye sab karna kaisa hai? Jawab: Kisi Mazaar ki Shabeeh Bana kar Rakhne me koi Harj ahi hai, Jaayez o durust hai. Haan! Agarbatti wagaira uske saamne jalaana Fuzool Baat Nazar aati hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—