Masail
Ek Mard Jis Ka Nikah Sunni Shafayi Ladki Se Hua.
Magar Shadi K Baad Us Mard Ne Apni Zauja Ko Hanfi Bana Diya. Aisa Karna Kaisa Hai? ANSWER Agar Aurat Apni Razamandi Se Hanafi Maslak Par Amal Karna Shuru Karde To Isme Harj Nahi. Magar Yaad Rahe Ke Baar Baar Is Tarah Maslak Tabdeel Karna Mamnoo Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—