Aqaid
Hamari Masjid Ke Imam Sahab Ne Ek Baar Ek Badmazab Ki Namaz-E-Janaza Padha Di Thi.
Lekin Unko Ye Malum Nahi Tha Ke Ye Badmazhab Hai. Toh Kya Jab Tak Wo Elaania Tauba Nahi Kerenge.. Toh Tab Tak Unke Peeche Namaz Ho Jayegi? ANSWER Imam Sahab Ko Jab Maloom Ho Gaya Ke Jiski Namaz E Janaza Padhayi Woh Badmazhab Tha To Fauran Ailaaniyah Taubah Karein Aur Aur Is Se Bezaari Zaahir Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—