Masail
Aurat Ke Baal Jo Do Muhe Ho Jate Hai. Unhe Katwana Kaisa Hai?
Aur Kya Aurat Apne Baal Katwa Sakti Hai? ANSWER Set Karne Mein Harj Nahin Aur Ziyaadah Miqdaar Mein Kaatna Mana Hai Aur Kata Kar Mardon Ke Baal Ke Barabar Karna Haraam Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—