Masail

Maa Agar Namaz Me Ho Aur Ghar Me Maa Ke Alawa Koi Naa Ho Aur Baccha Almari Ke Andar Jakar Khud Ko Band Karle

Aur Rone Lage Aur Khadsha Hai Ke Jab Tak 4 Rakat Khatam Hogi Tab Tak Baccha Bohot Pareshan Hoga Ro Ro Kar. To Kya Aisi Surat Me Namaz Tod Sakte Hain? ANSWER Agar Waaqai Baccha Pareshan Hai Aur Mazeed Pareshani Me Pad Sakta Hai. To Maa Namaz Tod Kar Use Nikaal Sakti Hai. Aur Phir Se Namaz Shuru Kare. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button