Masail
Kitne Log Mobile Par Nikah Padh Lete Hai.
Kiya Woh Nikha Jayaz Hai. Ya Phone Par 3 Bar Qabool Hai Khate Hai. Kiya Usse Nikah Hojata Hai? Jawab: Dulha, Ya Dulha Ka Wakeel Aur Dulhan, Ya Dulhan Ka Wakeel Dono Ek Majlis Mein Naho. Balkeh Dono Ek Dosre Se Door Ho Aur Phone Pe Nikah Ke Liye ijaab O Qubool Kare. To Is Soorat Mein Nikah Nahin Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—