Masail
Hazrat Aurato Ko Namaz Me Chin Cover Karna Compulsory Hai?
Jawab: Thudi (Chin) Chehre Me Dakhil Hai. Lehaza Uska Namaz Me Chupana Wajib Nahi. Uske Neeche Ka Hissa, Yaani Gale Ke Paas Ka Chupana Wajib Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—