Masail
Agar Zaid Qarz Ka Hajat Mand Naho Aur Umar Use Heavy Deposit Ke Taur Par 2 Lakh Rupaye Dekar Uske Makan Ka Istemal Kar Sakta Hai.
ANSWER Us Waqt Bhi Ye Qarz Hi Ke Hukm Me Hoga Aur Is Ke Badle Makan Ka Istemal Karna Jaayez Na Hoga. Jab Tak Ke Us Ka Kiraya Na De. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—