Aqaid

Shariyat Me Kale Rang Ke Kapde Pahanna Kaisa Hai?

Jawab: Un Khaas Dino Me Jin Me Shia Wagaira Badmazhab Kaale Kapre Hi Pahente Hain. Un Dino Me Kaale Kapre Na Pehne Jaayein Ke Un Se Mushabahat Ho. Haan! Baqiya Dino Me Kaale Kapre Pahenne Me Shar?an Koi Mumaana?t Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button