Masail
Jo Shakhs Azan Ke Darmiyan Hasta Ya Bolta Hai Use Maut Ke Waqt Kalma Naseeb Nahi Honga.
Astagfirullha Kisi Ek Ko Lazmi Send Karna. KyuKe Kisi Ko Acchi Baat Batane Se 30 Lakh Nekiya Milti Hai. Kya Ye Sahi Hai. ANSWER Ye Baat Hai Ke Jo Azan Ke Waqt Baato Me Mashgool Rahe Us Par Ma?azAllah Khaatima Bura Hone Ka Khauf Hai. n(Fatawa Razaviya) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—