Aqaid
Jo Insaan Kisi Ke Bhi Piche Namaz Pad Leta Ho.
Magar Uske Muh Se Hamne Kabhi Kufr Na Suna Ho Naa Hi Wo Murtad Hai. Haji Namazi Hai. Kya Aise Insaan Se Ghosht Le Sakte Hai? ANSWER Kisi Ke Bhi Peechhe Namaz Padh Lene Ka Matlab Sulah Kulli Maloom Hota Hai. Tahqeeq Kar Len Phir Len. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—