Masail

Jab Bachhe Ki Wiladat Hoti Hai To Uske Kaan Me Aazan Di Jati Hai.

Yaha Sab Log Kehte Hai Ki Jab Tak Bachhe Ke Kaan Me Aazan Na Di Jaye Us Waqt Tak Bachhe Ko Kuchh Khilaya Ya Pilaya Na Ja Sakta Hai. Kya Ye Sahi Hai ? ANSWER Shar?an Aisi Kuch Qaid Nahi. Haan Behtar Yahi Ke Pehli Awaz Us Ke Kaan Me Jaaye To Wo Allah O Rasool ﷺ Ka Zikr Ho. Khilane Pilaane Ki Koi Mumaana?t Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button