Aqaid
Islam Ke Hissab Se Duniya Chapti Hai Ya Gol ? & Suraj Aur Chand Duniya Ke Chakkar Lagate Hai. Ya Dunia Suraj Ke ?
Ye Scientific Theory Ko Aaj Ke Humare Thode Zyada Padhe Likhe Musalman Aankh Band Kar Ke Maan Rahe Hai. Quran O Hadis Ke Etebaar Se Kya Hai ? ANSWER Dunia Gol Hai Aur Saakin Yaani Thehri Hui Hai. Chand Suraj Us Ke Liye Musakkhar Hain Aur Wo Chakkar Lagaate Hain. Tafseel Ke Liye Risala Al Fauz Ul Mubeen Aur Nuzool E Ayaat El Quran Ka Mutaal?a Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—