Masail
Agar Nikah Kisi Wahabi, Deobandi Wagaira Kisi Bhi Bad Mazhab Ne Padhaya To Nikah Ho Jayega?
Jawab: Agar Wahabi Deobandi Ke Kufriya Aqaaid Par Muttala Hote Hue Use Musalman Jaana Aur Us Ko Apna Peshwa Mante Hue Us Se Nikah Parhwaya. To Tauba Tajdeed E Iman Karein Aur Dobara Nikah Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—