Aqaid

Agar Kisi Ne Mehfil Me Salaam Kiya. To Kya Sab Jawaab Denge. Kisi Ek Ne Bhi Diya To Kaafi Hai

ANSWER Mehfil Me Maujood Logo Me Se Kisi Ek Ne Bhi Jawab Diya To Tamam Logo Ki Janib Se Wujoob Saaqit Ho Gaya. Yaani Ek Ka Jawab Dena Sab Ki Janib Se Kaafi Hai. n(Mufti) Maqsood Akhtar Qadri Khadim Ridawi Amjadi Dar Al-Ifta Barkati Islamic Centre Mumbai. —

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button