Aqaid

Net Par Kuch Photos Share Horahe Hai. Jinme Kabhi Gumbade Khizra Ka Saaya Farsh Par Bataraha Hai. To Dusre Photos Me Nahi Bataraha.

Maherbaani Aap Bataye Ke Kya Gumbade Khizra Ka Saaya Hai Ya Nahi Or Agar Gumbade Khizra Ka Saaya Hota Bhi Hai To Kya Isse Ye Saabit Hota Hai Ki Hamare Aaqa Ka Saaya Bhi Hai. ANSWER Gumbad E Khazra Shareef Ka Saaya Hai. Magar Isse Ye Laazim Nahin Aata Ke Sarkar-E-Aqdas Ka Bhi Saaya Ho. Hadees Se Saabit Hai Ke Sarkar E Aqdas Ka Saaya Na Tha. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button