Aqaid
Ajmer Sarif Me Jo Chatti Bharte Hai Har Mahine Kya Ye Jayez Hai
ANSWER Chatti Bharna Kya Hai Mujhe Maloom Nahi. Haan Khwaja Saheb Ki Nisbat Se Har Maheene Ki 6 Tareekh Ko Unhe Isal E Sawab Karna Aur Azkaar O Mahaafil Karna Jaayez O Mustahsan Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—