Masail
Hazrat Mujhe Pichle 15 Saalo Ka Tajurba Hai Sales And Marketing Ka Aur Maine Kayi Saal Bank Aur Insurance Field Me Job Kiya Hai.
Lekin Kuch Dosto Ne Kaha Ke Ye Insurance Se Aane Wala Salary Woh Jaayez Nahi Hai. To Maine Job Chhod Diya Ke Apne Bacho Ki Parwarish Najayez Paiso Se Nahi Karna Hai. Lekin Abhi Halat Behtar Nahi Hai Aur Insurance Field Chhod Kar Mujhe 5 Saal Ho Gaye Hain Aur Abhi Mera Financial Status Bohut Kharab Hai. To Kya Hazrat Aisi Halat Me Kya Dobara Insurance Join Karsakta Hu. ANSWER Insurance Wali Company Me Aisi Suratein Jin Me Jawaz Ka Hukm Hai Us Me Kaam Karna Bhi Jaayez Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—