Masail
Makkah Sharif Or Madina Sharif Me Imam Ke Piche Namaz Padhna Kaisa
Or Auratein Bhi Waha Jamat Ke Saath Namaz Padhti Hai Woh Kaisa? Jawab Is Waqt Haramain Sharifain Par Najdiyo Ka Tasallut Hai. Aur Imam Bhi Unhi Ke Hain. Lehaza Unke Peeche Namaz Hargiz Jaayez Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—