Aqaid
Jo Ye Kahe Ki Allah Ke Waliyo Ko Ham Zinda Nahi Mante Usse Talluq Kaisa?
Jawab: Agar Wahabiyat Us Par Gaalib Aa Gayi Hai Aur Is Bina Par Wo Aisa Kehta Hai. To Usko Ulama E Ahle Sunnat Ke Paas Le Jaayein. Agar Phir Bhi Wo Wahabiyat Ki Janib Raagib Ho. To Usse Qatat E Talluq Karle. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—